Hello Friends! Es article me ham baat karne wale hai Redirects ke baare me redirect kya hota hai.
Aur sath me ye bhi janege ki 301 Redirect, 302 Redirect kya hota hai.aur SEO ke point View se ye bahut Important hota hai. Mai Aap logo ko es redirect ke baare me sab batau ga.
What is Redirect?
Ek basic sa definition Redirect ky hota hai Dheko naam se bhut kuch pata chal rha hai bhut hi general word ka ek term hai Redirect. agr app Search Engine ko ya Users ko Ek Location se Dusre location pe bhej rhe hai then it`s Called Redirect.
Hum technically do tarike se Redirect karte hai aur bhi hote hai. par wo mai next topic me batuga.
Type of Redirect
1.301 Redirect
2.302 Redirect
1. 301 redirect --Moved permanently
301 Redirect ka use hum Tab karte hai maan lo aap ka ek page hai aap ke page ka ye kuch Address1 hai.
Aur Es address 1 kw baare me User aur crawler ko bhi pta hai User wo address 1 dalta hai URL aur ye yha pahuc jata es page par age aap ke es address 1 page ko temporary Down kar diya kuch bhi ho sakta hai jiske wajha se kuch time ke liye ye page Accessible nahi hai to ab ky hoga.
Ab jo search engine aur crawler yha pe aayege ya jo user yha pe aaye ge to uska Content yha pe dikhega nhi.
Ab aap logo ko address 2 page par bhejna padega this is basically foundation about Redirection karta hai.
301 Redirect ko hum moved permanently bolte hai incase aage aap ke page ka jo url hai wo address1 se address2 pe permanentl moved ho gya.
In that case hum 301 redirect use karege.
2. 302 Redirect -- Temporarily Moved
302 redirect me esa hota hai ki URL ko TEmporarily moved kiya gaya hai kisi dusre page par yha ek temporarily sift hai aur baad me hum uss URL se apne url pe aa jye ge.
302 redirect example:-
URl ko hum 302 redirect ki help se URL1 ko hum URL2 pe transfer kar denge kuch time ke liye fir uss ko URL1 pe le aayenge
Aur ye kab hota hai jab aap log kuch apne website ko update kar rhe hote ho.
URL1 ki jo value hai wo URl2 pe URL1 ki value transfer nahi hongi. Kyoki 302 redirect ko use kiya hai.
Also Read:- Why do you think we Celebrate Black Friday?
301 redirect checker:-
[301 redirect checker] Es 301 Redirect checker se ap apne Website ko Redirect karne ke baad pta kar sakte hai ki aapke redirect sahi tarike se huya hai.
Conclusion
Redirect SEO ke point view se bhut important hota hai aap logo ko pta chal gya hoga ki Redirect Kya hota hai kitne type ke hote hai Redirect ke aur bhi type hote mai uss baare me next topic me batuga
Aap logo ko kaisa laga mera post agr nhi samjh me aaya to aap comment box me jaa kar puch sakte hai hume bhut khusi hongi aap ke question ka answer dene me.